2008-01-02 » jo keh na sake wo fasana yaad aata hai
guzra hua dilkash jamana yaad aata hai
jab husn se ishq takraya tha kabhi
ghayal hua tha ek parwana yaad aata hai
dil se mohabbat ke tufaan uthe the
jab aankhon ka sapne sajana yaad aata hai
kasturi jaise din [...]
2008-01-02 » Hamari dosti aur pyaar ke bhich ki patli lakheer mein paar kar nahi pata Un nazdekiyo ka sabab batana chaha tha mein par. Tum nahi samjhe
Sang Chahta tha tumhare, saada ke liye Tumhare liye apna pyaar jatana chaha tha mein par. Tum nahi samjhe
kabhi jhakkar meri aankhon mein [...]
2008-01-02 » Kash iss eid par main tera bakra hota Aur kissi ne na sahi tu ne to mujhe pakra hota Tu hina legey hathon sey mujhe pathey khilati Thorey thorey nahi sarey akathey khilati [...]